|
Fark sirf itna sa tha,
Us ki doli uthi,
Meri miyat uthi,
Phool us pr b thay,
Phool mujh pr b thay.
Mehfil wahan b thi,
Log yahan b the,
Un ka hansna wahan,
Mera rona yahan,
Sahelian us ki b thi,
Dost mere b the.
Do qul us k parhay,
Do qul mere b parahy,
Qazi udher b tha,
Molvi idher b tha.
Wo saj k gayi,
Moje sajaya gaya.
Wo uth k gayi,
Mujhe uthaya gaya.
Fark sirf itna sa ha,
Usay apnaya gaya,
Mujhay dafnaya gaya.
Added By: Arman,
|